पीएफ ई-नॉमिनेशन से अपने परिवार का भविष्य सुरक्षित करें (7 लाख पीएफ बीमा का फ़ायदा ले)| Secure Your Family’s Future with PF E-Nomination
Aapke pariwar ke liye financial security ensure karna bohot zaroori hai. Ek simple aur important step hai PF E-Nomination.
Agar aapne ab tak apna PF nomination update nahi kiya hai, to yeh tarika aapke liye hai.
Chaliye samajhte hain ki PF E-Nomination kya hai aur kaise aap ise easily online apne mobile se kar sakte hain.
===========================================================================
👉PF E-Nomination Kya Hai? पीएफ ई-नॉमिनेशन क्या है?
PF E-Nomination ek process hai jisme employees apne family members ko nominate karte hain taaki unhe Provident Fund (PF), Pension aur 7 Lakh ka Insurance benefits mil sake agar koi unfortunate incident ho jaye.
E-nomination ke zariye aap ensure karte hain ki aapke rightful beneficiaries ko funds bina kisi legal complication ke mil jayein.
In Hindi : (पीएफ ई-नामांकन एक प्रक्रिया है जिसके कर्मचारी अपने परिवार के सदस्यों को नामांकित करते हैं ताकि उन्हें भविष्य निधि (पीएफ), पेंशन और 7 लाख का बीमा लाभ मिल सके अगर कोई दुर्भाग्यपूर्ण घटना हो जाए।)
===========================================================================
☛Step-by-Step Guide to Update PF E-Nomination | पीएफ ई-नामांकन अपडेट करने के लिए के तरीके.
Neeche diye gaye simple steps ko follow karke aap online e-nomination update kar sakte hain: (नीचे दिए गए आसान स्टेप्स को फॉलो करके आप ऑनलाइन ई-नॉमिनेशन अपडेट कर सकते हैं)
1. Google Crome pe EPFO Employee Login likh ke search kare. ya fir nichey diyegaye link pe click kare.
2. Apna UAN (Universal Account Number) ,password aur catcha dal ke login karein.Ab apko ek OTP ayegi, use dale aur sign in pe click kare.
In Hindi:
3.E-Nomination Section mai jane ke liye ab Manage tab par click karein | ई-नॉमिनेशन सेक्शन माई जेन के liye अब मैनेज टैब पर क्लिक करें.
4.Manage mai jane ke baad E-Nomination wale option ko select karein | ई-नॉमिनेशन वाले विकल्प का चयन करें.
4. Ab agar apse puchega do you have family agar apki shadi hui hai toh aap Yes pe Click karoge warna no pe | अब अगर आपसे पूछेगा क्या आपका परिवार है अगर आपकी शादी हुई है तो आप हां पे क्लिक करोगे वरना नहीं पे
5. Aab apko Family Details Update Karein | आब आपको फैमिली डिटेल्स अपडेट करें
- Apne family members ke details add karein, jaise ki Name, Date of Birth, relation, address aur unka photo jo ki 100 kb ka hona chaiye. (Yaad rakhe ye sab details same to same aadhar card mai jaisi hai waisi hi honi chaiye)
- Multiple family members ko nominee ke roop me include kar sakte hain. jaise ki wife, bachey etc.
In Hindi: अपने परिवार के सदस्यों के विवरण जोड़ें करें, जैसे कि नाम, जन्मतिथि, संबंध, पता और उनका फोटो जो कि 100 केबी का होना चाहिए। (याद राखे ये सब विवरण वही आधार कार्ड मैं जैसी है वैसी ही होनी चाहिए)
- परिवार के कई सदस्यों को नामांकित व्यक्ति के रूप में शामिल किया जा सकता है। जैसी की पत्नी, बच्चे आदि।
6. Ab Save kare aur nichey Nomination Shares Allocate Karein. | अब सेव करें और विशिष्ट नॉमिनेशन शेयर आवंटित करें
-Agar sirf ek ko nominee bana rahe ho toh 100% likhna hoga agar 2 ko toh 50% 50%
In hindi: अगर सिर्फ एक को नॉमिनी बना रहे हो तो 100% लिखना होगा अगर 2 को तो 50% 50%
7. Save aur Authenticate Karein pe click kare | सेव करें और ऑथेंटिकेट करें पर क्लिक करें
8. Save EPF Nomination par click kare. | ईपीएफ नामांकन सहेजें पर क्लिक करें।
9. Esign ke option pe click kare aur apna aadhar number dale, uskey baad apke Aadhaar linked mobile number par OTP ayega usey dale aur nomination ko verify karein.
In Hindi: ई-साइन के विकल्प पर क्लिक करें और अपना आधार नंबर डालें, उसके बाद आपके आधार से जुड़े मोबाइल नंबर पर ओटीपी आएगा, उसका उपयोग करें और नामांकन को सत्यापित करें।
10. Ab apka E-nomination sucessfully hogya hai. Aab usey dowanload karke apne pariwar ko de de taki wo jarurat padene pe iska laab le sake.
In Hindi: अब आपका ई-नॉमिनेशन सफलतापूर्वक हो गया है। आब उसे डाउनलोड करके अपने परिवार को दे दे ताकि वो जरूरी पड़े पे इसका फायदा ले सके।
===========================================================================
☛PF E-Nomination Kyun Zaroori Hai? पीएफ ई-नॉमिनेशन क्यों जरूरी है? 🤔
1. Family Ki Financial Security milti hai
2. EPFO ne e-nomination ke benefits lene ke liye E nomination karwana mandatory kar rakha hai taki apke pariwar ko koi bhag daud na karna pade.
3. Aapke family members ke liye claims karna ashan ho jata ha, agar apne e-nomination kara raha hai.
In Hindi:
1.परिवार को ७ लाख का फायदा मिलता है
2. इ-नॉमिनेशन करने के बाद आपके परिवार को पीफ का और इन्सुरन्स का पैसे निकलने मे कोई दिकत'नहीं'होती है 3.ऑनलाइन इ-नॉमिनेशन करना जरुरी किया गया है सर्कार के दवारा
===========================================================================
👉Important Points Dhyan Rakhein | महत्वपूर्ण बिंदु ध्यान राखें
- Ensure karein ki aapka Aadhaar UAN ke saath linked ho taaki authentication successful ho.
- PF E-Nomination ek online process hai aur sirf kuch minutes me complete ho jata hai.
- Aap apne nomination details kabhi bhi update ya modify kar sakte hain.
In Hindi:
-सुनिश्चित करें कि आपका आधार यूएएन साथ जुड़ा हुआ है ताकि प्रमाणीकरण सफल हो।
- पीएफ ई-नॉमिनेशन एक ऑनलाइन प्रक्रिया है और सिर्फ कुछ मिनटों में पूरा हो जाता है
- आप अपने नामांकन विवरण को कभी भी अपडेट कर सकते हैं।
===========================================================================
Thanks for visiting. If you have any question you may ask me by posting in comment box.






टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें